Friday 22 March 2013

Lirik Lagu Har Dil Jo Pyar Karega

Usse hasna bhi hoga, usse rona bhi hoga
Usse paana bhi hoga, usse khona bhi hoga
Subha shaam tanhaai mein aahe bharega

Har dil jo pyaar karega
Har dil jo pyaar karega,
har dil jo pyaar karega

Usse hasna bhi hoga, usse rona bhi hoga
Usse paana bhi hoga, usse khona bhi hoga
Subha shaam tanhaai mein aahe bharega
Har dil jo pyaar karega
Har dil jo pyaar karega,
har dil jo pyaar karega

Oh, palkon ke maheke ghar mein
Sapna banke palta hai
Iski paagal dhadkan pe
Zor koi kahan chalta hai

Usse jagna bhi hoga, usse sona bhi hoga
Usse jeena bhi hoga, zaher peena bhi hoga

Kisi ke haseen chehre pe voh to marega
Har dil jo pyaar karega
Har dil jo pyaar karega,
har dil jo pyaar karega

Oh, deke chain kisi ko
Bechaini kyoon leta hai
Yeh aisa deewana hai jo
Ishq mein jaan bhi deta hai

Usse kehna bhi hoga, chup rehna bhi hoga
Usse dard-e-judaai yahan sehna bhi hoga

Laakh jhukaaye koi, voh na jhukega
Har dil jo pyaar karega

Har dil jo pyaar karega

Har dil jo pyaar karega

Har dil jo pyaar karega,
har dil jo pyaar karega